Objecting to the presence of a non-Hindu

From PhalkeFactory

FATHER IN THE CLASS ROOM [[1]] Student-sabe jaat goal ki.hinduon ka shastra pansari ki dukanhai. Sada shiv-chamar kuch banna hahe to usko bhi kuch bana dijiyega? --kya banna chahe? -brahmin. --chamar Brahmin hai isme kya sandeh hai.chamar me teen aksher hai.ch,charo ved.r, ramayan.m mahabharat.jo in teeno ko padhaye wo chamar.in charmkaron ne ak bar bahut bada yagye kiya tha.usi se charmavati nadi nikli thi .lao nikalo dakshina. --aur dom? --dom to Brahmin shatriya dno kul ke hain.vishvamitr vashist vansh ke Brahmin dom hain,harishchander shatrya vansh ke -aur kripa nidhn musalman? -miyan to charon vansh me hain,valmiki ramayan me likha hai jo varn ramayan padhe miya ho jaye.dwarika me do bhanti ke Brahmin the,jo baldevji mante the(mushli)mushlimanya kahlaye aur jo shri krishn ko mante the krishnmanya hua.


aur dhobi


ache khase Brahmin jai devke zamane me dhobi Brahmin hote the…dhoi kavi shamapati

---aur neech ko oonch ---oonch neech kya hai aap dakshina dete jaiye.nag pakdne se nagar aur gul jalane se gujrati